3.Tasawwur kya hai?
Peer ki maujudgi ko mehsus karna
hai -Peer ka naam aur zahiri jism ko puri tarha se bhul jana hai-aur jo zaate peer
hai us mein apni zaat ko is tarha dubona hai jis tarha qatra darya mein gum ho
jata hai - isi ka naam fana fish shaikh hai- aur jis din zaate peer mein zaate
rasool ki maujudgi ka aihsaas hoga, usi din fana fil rasool ka muqaam hasil
hoga- aur jis din zaate peer mein zaate khuda ka aihsaas hoga- usi din fana
filla ka aihsaas- aur jis din zaate khuda aur khudi gaaeb ho jaae gi usi waqt
baqa billa ka deedar naseeb hoga
Comments
Post a Comment