1.ILM WA HIKMAT KA DARWAJA MAWLA ALAIHISSALAM HAIN
Hazrat Ali se rivayat hai Nabi E
Karim صلى
الله عليه وآله Ne Irshad Farmaya
أنا مدينة العلم وعلی بابها
أنا مدينة العلم وعلی بابها
“MAI ILM KA SHAHER HOON AUR ALI
USKA DARWAZA ”
Reference :
(Imam Hakim AL Mustadrak, Vol :
04, Pg : 96, Hadees : 4613)
(Tabrani Aur Al Bazzaz ne Is
Rivayat ko Hazrat Abdullah ibn Jaabir Radi Allaho Anho Se Rivayat ki)
Imam Jalaludin Suyuti AlaihiRehma
Likhte Hai
YEH HADEES HASAN HAI jinhone Isko
MAUZU kaha Unhone Galti Ki Hai.
(Tarikhul Khulfa Pg : 257)
Nabi E Karim صلى
الله عليه وآله Ne Irshad Farmaya أَنَا دَارُ الْحِكْمَةِ
وَعَلِيٌّ بَابُهَا
“MAI HIKMAT KA GHAR HOON AUR ALI USKA DARWAJA”
“MAI HIKMAT KA GHAR HOON AUR ALI USKA DARWAJA”
Reference : (Jamai Tirmizi, Vol :
05,Pg : 402, Kitab No : 49 Kitabul Manakib, Hadees : 4089, “English No : 3723)
Comments
Post a Comment