Raaz kalma mein chup tha mujhe malum na tha,
dil k khaana mein khuda tha mujhe malum na tha,
peer rae kamil k siwa koi e bata skta nahi,
mera har nafs se khuda tha mujhe malum na tha,
ye kon sa parda hai khuda khud ko pehle dekha to,
maine samja he nahi tha adam ka ye aana jana,
zikara afzal tu kaha tha mujhe malum na tha ,
od kar kamli wo makkah main khud aaya tha,
sirra adam mein chup tha mujhe malum na tha aur mere samne hi mera khuda tha mujhe malum na tha,
haq parasti mein khud tha mujhe malum na tha,
k raaz kalma me chup tha par mujhe malum tha

malum karo aur yaar banaao haq wala kalma padho sab malum ho jayega

Comments

Popular posts from this blog

1.MAKHLOOQ KI TAKHLEEQ KA MAQSAD

1.ILM WA HIKMAT KA DARWAJA MAWLA ALAIHISSALAM HAIN

17.Mawlana Rumi Aur Hazrat Shams Tabrez