1.MAKHLOOQ KI TAKHLEEQ KA MAQSAD
HADEES E QUDSI KUNTO KANZAN MAKHFIYAN FAARADTU AN URAFA FA KHALAQTUL KHALQ ZAAT SAR CHASHMAHU CHASHMAN TARJUMA :- Allah farmata hai k... Mai ek chupa huwa khazana tha mai ne chaha k pehchana jaun, is liye main ne makhlooq ko takhliq (banana, paida karna, create) kiya aur meri pehchan aur zahoor mukammal huwa meri zaat ke sar chashme (insan e kamil) mein- MIRATUL AARFEEN PAGE NO 60 Note : *jab pucha jaata hai to kuch log kehte hain ki Allah ne hame uski ibadat ke liye paida kiya Jo ki kam ilmi ki vajah se kehte hain. *Allah hamari ibadat ka mohtaj nahi hai. log jannat ki khwahish aur jahannam ke darr se ibadat karte hain Jo Allah nahi chahta. Allah to usko pehchankar uski mohobbat me uski ibadat chahta hai. *Hadees : Rasool Allah sallallahu alaihiwasallam ne farmaya ki ehsan ye hai ki tum namaz aise padho jaise apne rab ka deedar kar rahe ho. Ya phir aise padho ki tumhara rab tumhe dekh raha hai. Allah ka deedar karne ya phir aisa tasawwur karne k liye ke Allah hame dek
Comments
Post a Comment