31. ALLAH KA HAR MUHIB(Mohabbat karne wala) ZINDA HAI
Hazrqt Abu Yaqub susi R.A farmate hain:
Ek Mureed mere pass Makkah Mukarrama me aya aur kahne laga,
" Aye Ustaaz! Kal main zohar ke waqt marjaonga aur ek dinar dekar kaha nisf(aadha/half) dinar se qabar khudwa dena aur nisf se mujhe kafan pahna dena" phir wo dusre din aya Baitullah sharef ka tawaf kiya phir wahan se door hua aur margaya.

Maine usko ghusal diya kafan pahnaya aur qabar me rakh diya
" isne aankhen kholin, maine kaha kya maut ke baad zindagi?
Usne kaha main zinda hun aur Allah Rabbi zul Jalal ka har Muhib zinda hota hai hai

Subhan Allah
Kitab : Risaala Qashairiya
Comments
Post a Comment