Hazrat Shams Tabrez (Radhi ALLAH Anhu) Ki Karamat Dekh Kar Hazrat Maulana Jalal-ud-din Rumi (Alaihe Rehma) Ne Unse Bayat Lene Ki Tammana Zaahir Ki, Iss Par Hazrat Shams Tabrez (Radhi Allah Anhu) Ne Farmaya, Ki Bayat To Kar Lunga Par Meri Do(2) Shartein Hain...... 1:- Tumhein Namaz Padhna Chorna Padega.... aur 2:- Main Sharab Peeta Hun Toh Roz Ek Sharab Ki Bottel Lakar Dena Padega.... Yeh Shar't Sunkar To Hazrat Maulana Jalal-ud-din Rumi Bohat PareYshan Hogaye, BoleY Ki Main ApneY Waalida SaY Pooch Kar BataVunga..... Unki Waalida Bohat Neak Seerat aur Parhezgaar Aurat Thi Un'honaY Kaha Ki Beta Yeh Bohat Ahsaan Shar't Rakhi Hai Mureed HonaY Ki, Fauran Ho Jao..... Hazrat Maulana Jalal-ud-din Rumi Ne Bayit Lay Li aur PehleY Din Sharab LeneY Ke Liye JaaneY LageY JaiseY Hi Aap Sharaab KhaneY Ki Taraf JaaneY LageY Utne Main Azaan Hogayi, Aap Ke Dil Main AaYa Zindagi Bhar Namaz Nahi Chori aur AaJ KaiseY Chor Doon... AapneY Socha Ki Sunnat Nahi Kam Se Kam Farz Hi Padh Lun..
Comments
Post a Comment