2.Tasawwuf Ki Taleem

Amirul Momeneen Hazrat Sayyadna Ali Murtuza Ne Farmaya Agar Parda Utth Jaye To Mere Yaqeen Me Koi Zyadti Na Hogi, Aur Farmaya, Ke Jab Main Apne Rab Ta'ala Ko Dekh Na Loon,, Uski Ibadat Nahin Karta, Aur Farmaya Mere Dil Ne Mujhe Mere Parvardigar Ko Dikhaya Hai,, Aye Logon, Sufiyon Aur Durveshon Ke Paas Baitho,, Un Ki Khid'mat Karo Aur Unse ilm Hasil Karo, Kyonki ilm To Mardane Khuda Se Hi Hasil Kiya Ja Sakta Hai,, Tum Sufiyon Ki Sohbat Me Husne Adab Se Baitho,, Aur In Par Aitraaz Chor Do,, Taaki Tujhe In Ke ilm Ka Faiz Hasil Ho Jaye,, Aur In Ke Amlon Se Tujhe Faida Hasil Ho Sake..

Comments

Popular posts from this blog

1.MAKHLOOQ KI TAKHLEEQ KA MAQSAD

17.Mawlana Rumi Aur Hazrat Shams Tabrez