22.Huzur Ghous E Aazam Dastageer R.A Ke Chand Aqwaal Aalia
*Ilm ul yaqeen gaur o fikr aur
daleel se haasil hota hai
*Aarif(Wali Allah) ka bismilah
kahna, Allah ta'aala ke kun fayakoon kahne ke barabar
Hai
*Dunya bande ko apne khuda se
door kardeti hai
*Dil ku har tarah ki Aalayishon
se paak rakhne ka naam Tasawwuf hai
*Allah ke noor ki tajalliyat hi
rooh ki giza hain
*Amal ke bagair ilm mufeed nahi
*Logon me ilm phailana aur raah e
haq ki taraf bulana ilm ki zakaat hai
*Sirf buth parasti hi shirk
nahin, nafs ki pairvi karna bhi shirk jai
Kitab: Fatuhul Gaib
Comments
Post a Comment