20. Peer E Kamil Ki Zarurat

SAMANDAR KO UPARI SATEH SE DEKHNE PAR PATA CHALTA HAI KE PANI HI PANI HAI JAHAN TAK NAZAR JATI HAI LAIKIN USI SAMANDAR ME GOTA LAGANEY PAR PATA CHALEGA KE ISKI TAH ME NAYAB MOTI PANAPTE HAIN AUR KHUDA KI KHUDRAT SE KITNE MAQLUK USKE ANDAR MAUJOOD HAIN 
IS TARAH SE DEEN E ISLAM KO UPARI SATEH SE DEKHNE SE SHARIYAT NAZAR AATI HAI LAIKIN AGAR PEER E KAAMIL KE WASILEY SE DEKHO TO USI KE ANDAR AAPKO TARIQAT, MARIFAT AUR HAQEEQAT KA NOOR AUR IRFAAN E ILAHI KI MARIFAT HOGI AUR YE DEKHNE AUR MAHSUS KARNE KE LIYE MARD E MOMIN YA WALI E KAAMIL KA DAMAN THAMNA PADEGA


Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

1.MAKHLOOQ KI TAKHLEEQ KA MAQSAD

17.Mawlana Rumi Aur Hazrat Shams Tabrez