14.Awliya Allah Ki Ek Ghadi Ki Sohbat
Awliya E Kiraam ki ek ghadi ki sohbat sau saalah beriya (bagair dikhawa) ta'at (ibadat) se behtar hai.
Kitab : Manaqibe Rumi
40 saal ki zahiri ibaadat se Peer o Murshid ki bargah me gazare hue 4 pal achey hain
Rukhi sukhi ibadaat pe naaz karne se acha hai batini hari bhari ibaadat ada karke khamosh rahna
Ek zamana sohbat e ba Auliya
Behtar az sad sala taa't e be riya
Ek zamana sohbat e ba Auliya
Behtar az sad sala taa't e be riya
Yaani, Auliya Allah ki bargah me ek ghadi baith kar utna
100 saal ki be riya ibadaat se afzal hai
100 saal ki be riya ibadaat se afzal hai
Bahut gaur karne ki baat hai Moulana Rome R.A ki har ek baat hikmat e marifat se khali nahi
Comments
Post a Comment